Arti ganga maiya, man jai sursari maiya
Bhav-varidhi-uddharini atihi sudradh naiya, man Jai....
Hari pada-padam-prasuta vimal varidhara,
Brahmadeva Bhagirathi shuchi punyagara, man Jai
Shankar-jata-viharini, hanoi trya tapa,
Sagar-putra-gana-tarini harani sakal papai man Jai...
Ganga Ganga jo jana uchcharat mukha son,
Dur desh man sthit bhi turat tarat sukh son, man Jai...
Mrit ki asthi tanik tuv jal dhara pavai,
So jan pavan hokar param dham javai, man Jai
Tav tatvasi taruvar, jal thal char prani
Pakshi-pashu-patang gati pavai nirvani, man Jai
Matu, daya mai kijai dinan par daya
Prabhu pad padma milakar Hari lijai maya, man Jai |